Sponsor

banner image

recent posts

How To Create Facebook Page Hindi

How To Create Facebook Page 

 Hlo friends mai ap sabka dost Yogesh Aswal aj apka kuch sekhane wala hu 'how to create facebook page' facebook old user toh facebook page toh asani se bana lete hai lekin new user ko facebook page banane mai bohot takleef hoti hai aur wo bohot se galtiya kar bathte hai ye ek common se chiz hai mai ap sabko aj ye bataunga ki facebook page kaise banate hai ye bohot asan hai agar ap mere step ko achi trah follow karenge toh apka page bohot hi asani se create ho jayege toh apko sabse pehle ye pata hona chahiye ki facebook page kya hai aur esa kya kya hota hai ye information apko achi trah pata hone chahiye chalo hum apko ye bata de ki facebook page se kya hota hai aur facebook user facebook page kyu banate hai

Facebook Page Se Kya Hota Hai Aur Facebook Page Facebook User Kyu Banate Hai

Facebook user facebook page jadatar user popular hone ke liye banate hai aur facebook par alag alag topic par page bnate hai jadatar facebook par celebrites ka hota hai aur aus page par bohot se likes hote hai aur wo jo bhi postes share karte hai usme likes comments bhi bohot hote hai facebook page se log busseness ke liye bhi banate hai buseness ke relative post karte hai aur koi facebook user toh jadatar facebook page es liye banate hai kyu un hone apne website ya blog banaye hota hai es liye wo jo bhi blog ya website par information share karte hai toh wo apne facebook page par batate hai ki aj humne ya post share kare hai esa kya hota hai uske bara mai batate hai aur apne blog ya wesite ka post ka link daal dete hai aur jo dusere facebook user ko pata chalta hi ki aj ye blog ya website par ye new information dali hai aur wo blog ke link se direct blog ki post par jake post ko read karte hai aur eska karan blog ya website par bhi traffic badh ta hai aur admin ko fayda hota hai ab apne jaan hi liya hoga ki facebook page se kya hota hai aur facebook page facebook user kyu banate hai ab mai apko yeh bataunga ki facebook par paropar facebook page kaise banaye bas apko mere step sahi se follow karne hai mai apko achi trah bataunga ki facebook par kaise banate hai facebook page with screen shot se apko asani hogi facebook pagfe banane mai chalo ap nicha diye gaye mere step ko achi trah follow kare


How To Create Facebook Page Hindi

ap sabko mai facebook par page kaise banate hai ye achi trah  btaunga ki facebook page kaise banate hai bas ap mere step ko thik se follow kare nicha mai apko ek ek karke step dunga unhe ap thik se follow kare ok ab apka mai jada waqt nahi leta aur apko sidha direct trick par ata hu ok apko mere nicha step follow kare dhayan se 

1.sabse pehle ap facebook.com par jaye aur facebook id account login kare koi bhi browser se

2.ab apko menu mai jana hai aur jaha par nicha pages likha hai uspe click kare nicha screenshot mai ap dekh sakte hai


 3.Ab apko create page par click kare nicha screenshot par dekhe


 4.Ab apko yaha par iapne group ke information dalne hai jese ki
1.group ka name dalna hai jo apne rakha hai ap nicha screen shot mai dekh sakte hai jesa maine apne group ka name gyanbook2 dala hai

2.ab apko dusre mai choose karne ko milega ki page kiske related hai jiske related page hoga wo choose karne hai jesa humne websites & blogs choose karne hai agr apka page ke bhi related na mile toh other select kare

3. apko yaha par dalna hai ki apke page par kis chiz ki information milte hai wo choose kare agar na mile toh other hi select kare nicha screen shot mai dekh sakte ho ap log

  
4. ab apko apne page ka name likhna hai aur apne page apne kya rakhna hai public,closed,secret in teno mai se ap kuch bhi choose kar sakte ho apne page ka mutabik jesa maine apna page public par rakha hai  nicha screen shot mai dekh sakte ho ap sab 


 5.ab apkoapne page ka address set karne hai ap apne page ka address koi bhi likh sakte ho apne page ka address likh kar set address par click kare nicha screenshot mai ap dekh sakte hai

    
7.ab apka page ek dum tiyar haiap nicha screen shot mai dekhe ab apko apne page par profile pic cover pic add kare aur post kare


Agar apko hamare ye trick pasand aye ho toh ap hamare post par comment karne na bhula aur agar apko koi problem a rahi hai toh bhi ap comment kar sakte hai agar ap hamare se direct baat krne chahta hai toh contact form se direct message kare Thank You Keep visit.


 


How To Create Facebook Page Hindi How To Create Facebook Page Hindi Reviewed by Yogesh Aswal on 07:14 Rating: 5

No comments:

Thank You For Comment..

Powered by Blogger.